Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGeeta Bali
HomeGeeta Bali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaji maine kaha aap yahaan se jaane ka kya loge kaun main haan ji aap yahaan se jaane ka kya loge kya loge kya doge kya kya doge jo main maangu wo tum doge kyon nahin din ko taare tod ke laadoon jannat ki kaliyaan mangwadoon aur kuchh bolo sanam dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam mere dhandhe ki kasam magar aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge un hoon kuchh to socho hoon kuchh to samjho wo ho kuchh to socho kuchh to samjho rehne do bekar ki baaten bekar ki baaten hann haan sun lega bedard zamaana dil mein rakkho pyar ki baaten pyar ki chori chhup nahin sakti sakti hai ho behti nadiyan ruk nahin sakti ruk sakti hai pyar ki chori chhup nahin sakti behti nadiyan ruk nahin sakti kab se mere gale padi ho kab se mere gale padi ho ban ke ik deewar khadi ho jaaungi mein na sanam mere dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam tere dhandhe ki kasam haai aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge nahin jaaungi suno kya suno na bolo na hoon hoon hoon hoon
Adi Adi Ruk Ja Kudi, Arey Surat Se Kaya
aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de
balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena pyaar ki masti chhaayi huyi hai pyaar ki masti chhaayi huyi hai neend si mujh ko aayi huyi hai neend se dekho jagaa nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena aankhon mein sapne jhoom rahe hain aankhon mein sapne jhoom rahe hain geet labon ko choom rahe hain geeton ko aahen bana nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena zindagi aakhen malne lagi hai zindagi aakhen malne lagi hai shamma si dil mein jalne lagi hai shamma jala ke bhujha nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab
bujhooooooo bujhoooooooooo ae dil waalon kaun sa taaraaaaaaaa chand ko pyaara laakhon taare chand ek hai kis se ab kis se preet nibhaaye poonam waali raat mein apne raat mein apne tan mann ko jhulsaaye jal jal jaaye birha agan mein jal jal jaaye birha agan mein ujta hi ujiyaara kaun sa taara chaad ko pyaara poochho poochho ae dil waalon kon sa taara chand ko pyaara koi unse baat karen to koi karen ishaaren door door aankhon se chhupke koi usse pukaaren sab ke mann mein lagan hai uski sab ke mann mein lagan hai uski sabi ne dil hai haaraa kaun sa taara chand ko pyaara poochho poochho ae dil waalon kon sa taara chand ko pyaara kis kis ko ye chaand se pyara mann ka haan mann ka bhed bataaye mann ka bhed bataaye preet hai jisse usse to woh gup chup aankh milaaye tumse tumse nahin ji tumse tumse nahin ji tumse tumse pyaar hamaara kaun sa taara chaand ko pyaara poochho poochho ae dil waalon kon sa taara chand ko pyaara kaun sa taara chaand ko pyaara
chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi meri kasam tumhen mere hi hoke rehna meri kasam tumhen mere hi hoke rehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna bairi duniyaa se bairi duniyaa se rakhna chhupaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge bhool jaana nahin bhool jaana nahin dil mein basaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi
chanda mama door ke puye pakaayein boor ke chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein chanda mama door ke puye pakaayein boor ke pyaali gayi toot munna gaya rooth pyaali gayi toot munna gaya rooth laayenge nayi pyaaliyaan bajaa bajaa ke taaliyaan laayenge nayi pyaaliyaan bajaa bajaa ke taaliyaan munne ko manaayenge hum doodh malaayi khaayenge chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein chanda mama door ke puye pakaayein boor ke udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jaayega udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jaayega taaron ke sang aankh micholi khel ke dil behlayega khel kood se jab mere munne ka dil bhar jaayega thumak thumak mera munna waapis ghar ko aayegaa chanda mama door ke puye pakaayein boor ke ho chanda mama door ke puye pakaayein boor ke aap khaayein thaali mein munne ko de pyaali mein aap khaayein
chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana jeevan mein preet naa ho yeh bhi hai reet koi yeh bhi hai reet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi gana naa geet koi toot naa jaye dil ke taar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana bedardi sainyan mujhe dukhiya ki laaj rahe dukhiya ki laaj rahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe ab tumse kaun kahe sun lo mere dil ki pukaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana ankhiyaan mila ke zara ulfat kaa rang bharo ulfat kaa rang bharo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo iska ikraar karo aata nahin dil baar baar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana
chhota sa ghar apna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeewan ka sapna ye toot na jaye sajna ye toot na jaye sajnaa teri pyari pyari akhiyon mein kho ke khud ko main dhundha karun ha mann mandir mein rakh ke piya teri murat din rain pooja karun barson ki pooja se milta hai pyaar itna tu rooth na jaye sajna sajna tu rooth na jaye sajnaa babul ka ghar chhoda tujhse naata joda pritam teri galiyan sajaaun ho apne is aangan mein palkon se chun chun ke aashaon ki kaliyan bichhaun dukh sukh ki raaton mein ye haath hai haathon mein sang chhoot na jaye sajna sajna sang chhoot na jaye sajna chhota sa ghar apna apne jeevan ka sapna ye toot na jaye sajna sajna ye toot na jaye sajnaa
chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura achchhe nahin ye ishaare pedon tale chhup chhupa ke aao na do baaten kar len nazron se nazren mila ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura dil aa gaya hai to pyaare badnaam hone ka dar kya ishq aur wafaa ke gali mein duniyaa ke ghum ka guzar kya din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura
dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam teri kasmein tere vaade main bhulaaun kaise jakhm dil par wo lage hain ki bataaun kaise aarzoo ban gayi ilzaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam hain puraani wohi rasmein wohi baatein salma kya sajegi yahaan khwabon ki baraatein salma toote ummeed ke sab jaam na jaane kya ho aye mohabbat tera anjaam na jaane kya ho dard mein doob gayi shaam
de bhi chuke hum dil nazraana dil ka de bhi chuke hum dil nazraana dil ka are chhodo bhi chhodo bhi ye raag puraana dil ka chhodo bhi ye raag puraana dil ka ek nazar mein haar chuke hain dil ko achchhaa ek nazar mein haar chuke hain dil ko teri addaa pe waar chuke hain dil ko hmm hmm mushkil hai ab laut ke aana dil ka jaa jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka munh dhole o jaal bichhaane waale munh dhole o jaal bichhaane waale hum nahin inn baaton mein aane waale khel hai ye jaana pehchaana dil ka areee de bhi chuke hum dil nazraana dil ka chheen ke dil aashique ka mukarne waale achchhaa chheen ke dil aashique ka mukarne waale hmm hmm are mar jaayenge tujh par marne waale haaye chhod bhi de zaalim tadpaana dil ka jaa jaa chhodo bhi ye raag puraana dil ka daali daali phirte hain harjaai daali daali phirte hain harjaai lobhi bhanwaron ne kab preet nibhaayi yun hi sab karten hain bahaana dil ka haaye de bhi chuke hum dil nazraana dil ka yun hi sab karten hain
ghazab ki neend haiiiiii zaalim shabaab soya hai chaman ki god mein jaise gulaab soya hai mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo dekha tumhen too husn pe marr jaana aa gaya ho marr jaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya deewane deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen hoooo oooo ooo oooooooo aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen aye husn
dil dhadke nazar sharmaaye dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya raaton ko neend naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya ooooo oooo oooooo oooooo ankhiyaan din ko sapne dekhen paagal manva dole ooooo oooo oooooo oooooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai zikar hamara chhed ke dekhe koi unki mehfil mein zikar hamara chhed ke dekhe koi unki mehfil mein palken ghunghat karti hain aankh dulhan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai moti bhi hai patthar bhi apni apni koshish hai moti bhi hai patthar bhi apni apni koshish hai saahil sakit rehta hai mauj shikan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai umr e rawan ki raahon mein ek din aisa aata hai umr e rawan ki raahon mein ek din aisa aata hai jab dunia ki ek gali dil ka watan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai
hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya main hoon ik panchhi akela iss gagan ki chhaaon mein main hoon ik panchhi akela iss gagan ki chhaaon mein udate udate aa gaya hoon baadlon ke gaaon mein apne hi sapnon ki dhun mein chalte chalte kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya sunn bhi lo ghum ki sadaayen dard ka paigaam lo sunn bhi lo ghum ki sadaayen dard ka paigaam lo dagmagate jaa rahe hain aa ke hum ko thaam lo phir naa kehna zindagi ka aasraa ghum ho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya jaise manzil par koi aa ke musafir kho gaya hai ye duniyaa kaun si aye dil mujhe kya ho gaya
hum aapki mehfil mein hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye ho maaf khata apni gardish ke hain behkaaye hum aapki mehfil mein kabhi dekha tha ik sapna unhen samjhe the hum apna paraye ho gaye hain wo bichhad kar kho gaye hain wo ajab sa wo zamaana tha wo dhokha bhi suhana tha magar ab yaad kya keeje bhala fariyaad kya keeje hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein wafa ka dum jo bharte the muhobbat pe jo marte the wo har waada bhula baithe nayi mehfil mein ja baithe humin ne bhool ki hogi humin mein kuchh kami hogi jab wo aankhen churaate hain humara dil jalaate hain hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein gila karne se kya haasil nahin chaahat ke main qaabil samajhna main tha deewana bhula denaa ye afsaana na ab tumko sataunga idhar mudkar na aaunga main kar ke dil ke sau tukde bichha jata hoon is dar pe hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein
hum pyaar mein jalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi aadhi raah mein hi loot jaaye iss manzil kaa raahi iss manzil kaa raahi kaaton par chalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye ghum hi to hai pyaar ki daulat ye keh kar samjhaayen ye keh kar samjhaayen apna mann chhalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Yahaan Se Jaane Ka Banarsi Babu (1973) 04:01 18111
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Yogeeta Bali
Duration : 04:01   Song Number : 18111   

Adi Adi Ruk Ja Kudi, Are Soorat Se Kya Parde Ke Peechhey (1971) 04:39 37574
 
Poster of Parde Ke Peechhey (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:39   Song Number : 37574   

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Bhula Nahin Dena Bara-dari (1955) 03:18 12837
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Ajeet
Duration : 03:18   Song Number : 12837   

Bujho Bujho Zalzala (1952) 03:33 14444
 
Poster of Zalzala (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 14444   

Chale Jaana Nahin Bari Behen (1949) 02:33 20260
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 20260   

Chanda Mama Door Ke Vachan (1955) 03:07 15027
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:07   Song Number : 15027   

Chandni Aayi Ban Ke Pyaar Dulari (1949) 03:41 32422
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:41   Song Number : 32422   

Chhota Sa Ghar Apna Charitraheen (1974) 03:07 38533
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Sanjeev Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 38533   

Chori Chori Meri Gali Jaal (1952) 03:58 13387
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:58   Song Number : 13387   

Dard Mein Doob Gayi Shaam Mandir Masjid (1977) 03:16 40718
 
Poster of Mandir Masjid (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kafeel Azar
Music Director- 
Sharda
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sajid Khan, Yogeeta Bali
Duration : 03:16   Song Number : 40718   

De Bhi Chuke Hum Dil Jaal (1952) 03:19 13388
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:19   Song Number : 13388   

Deewana Aa Gaya Albela (1951) 03:40 12635
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:40   Song Number : 12635   

Dil Dhadke Nazar Albela (1951) 03:08 20351
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:08   Song Number : 20351   

Ek Chingari Aankhon Ki Munimji (1972) 05:24 36892
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Aman
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Anil Dhawan
Duration : 05:24   Song Number : 36892   

Hai Ye Duniyaa Kaun Si Sailaab (1956) 03:25 16471
 
Poster of Sailaab (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Mukul Roy
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:25   Song Number : 16471   

Hum Aapki Mehfil Mein Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 04:36 37830
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:36   Song Number : 37830   

Hum Pyaar Mein Jalne Waalon Ko Jailor (1958) 03:21 20544
 
Poster of Jailor (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:21   Song Number : 20544   
Karaoke Songs of Geeta Bali, Sad Songs of Geeta Bali, Love Songs of Geeta Bali, Dance Songs of Geeta Bali, Hip-hop songs of Geeta Bali, Best songs of Geeta Bali, Super hit songs of Geeta Bali, hit songs of Geeta Bali, duet songs of Geeta Bali, solo songs of Geeta Bali, old songs of Geeta Bali, famous songs of Geeta Bali, Hindi Karaoke Songs of Geeta Bali, Hindi Sad Songs of Geeta Bali, Hindi Love Songs of Geeta Bali, Hindi Dance Songs of Geeta Bali, Hindi Hip-hop songs of Geeta Bali, best Hindi songs of Geeta Bali, super hit Hindi songs of Geeta Bali, hit Hindi songs of Geeta Bali, duet Hindi songs of Geeta Bali, solo Hindi songs of Geeta Bali, old Hindi songs of Geeta Bali, famous Hindi songs of Geeta Bali, Sing Along Songs of Geeta Bali, Sing Along Sad Songs of Geeta Bali, Sing Along Love Songs of Geeta Bali, Sing Along Dance Songs of Geeta Bali, Sing Along Hip-hop songs of Geeta Bali, Sing Along Best songs of Geeta Bali, Sing Along Super hit songs of Geeta Bali, Sing Along hit songs of Geeta Bali, Sing Along duet songs of Geeta Bali, Sing Along solo songs of Geeta Bali, Sing Along old songs of Geeta Bali, Sing Along famous songs of Geeta Bali